SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaatib-e-taqdiir"
Ghazal MATCHES FOR "kaatib-e-taqdiir"
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir ye taqdiir me.n likh de
bas us kii mohabbat mirii jaagiir me.n likh de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
Guruur-e-kaatib-e-taqdiir to.D Daalte hai.n
chalo ye aabla-e-baKHt pho.D Daalte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Naushad Ashhar
Ghazal
kaatib-e-taqdiir mere haq me.n kuchh tahriir ho
ranj ho yaa shaadmaanii kuchh to daaman-giir ho
Raghib Akhtar
Ghazal
ho navishta ye bhii jaise kaatib-e-taqdiir kaa
kaaGazii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa
G R Kanwal
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
kyaa kaatib-e-taqdiir se zaKHmo.n kii shikaayat
jo tiir thaa tarkash me.n so chalne ke liye thaa
Saif Zulfi
Ghazal
sab kuchh to pahle kaatib-e-taqdiir likh chukaa
ai aadmii yahaa.n tirii saazish fuzuul hai
Habeeb Nadeem
Ghazal
laraz gayaa hai jahaa.n dast-e-kaatib-e-taqdiir
hamaarii ziist me.n lamhaat aa.e hai.n kyaa kyaa
Wasif Dehlvi
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
sifat-e-kaatib-e-taqdiir ke likhne vaale
arsa-e-hashr ko maidaan-e-qalam kahte hai.n
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
rokii ga.ii na kaatib-e-taqdiir se ha.nsii
terii zabaa.n pe vasl kaa iqraar dekh kar
Sahir Siyalkoti
Ghazal
pa.Dhaa thaa kaatib-e-taqdiir kaa likhaa ham ne
tabhii chalaa thaa pata vaq.at-e-qalam kyaa hai
Om Krishn Rahat
Ghazal
ishq me.n chaahiye har-lahza niraalii gardish
kyo.n vahaa.n kaatib-e-taqdiir subuk-dosh hu.aa
Nazish Badayuni
Ghazal
laakh chaahaa par nahii.n Gam se milii ab tak najaat
kaatib-e-taqdiir kii tahriir mere saath hai
Nashad Aurangabadi
Ghazal
zindagii me.n ham bhii rakhte sar sinaa.n kii nok par
jaan lete gar ishaara kaatib-e-taqdiir kaa
Shakeel Haidar
Ghazal
kaatib-e-taqdiir ne likhnaa thaa jo vo likh diyaa
ab kahaa.n jaa.uu.n saliib-o-daar se ho kar alag