SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaatib-e-taqdiir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaatib-e-taqdiir"
Ghazal
Guruur-e-kaatib-e-taqdiir to.D Daalte hai.n
chalo ye aabla-e-baKHt pho.D Daalte hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir ye taqdiir me.n likh de
bas us kii mohabbat mirii jaagiir me.n likh de
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
kaatib-e-taqdiir mere haq me.n kuchh tahriir ho
ranj ho yaa shaadmaanii kuchh to daaman-giir ho
Raghib Akhtar
Ghazal
Naushad Ashhar
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "kaatib-e-taqdiir"
MORE MATCHES FOR "kaatib-e-taqdiir"
Sher
likh diyaa kaatib-e-taqdiir ne jo kuchh 'hairat'
har gha.Dii bas isii tahriir se ham uljhe hai.n
Hairat Allahabadi
Sher
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Umair Najmi
Sher
bande ke qalam haath me.n hotaa to Gazab thaa
sad shukr ki hai kaatib-e-taqdiir ko.ii aur
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
'shaahid' KHafaa thaa kaatib-e-taqdiir is liye
ham ne zamii.n pe apne sitaare banaa.e the
Shahid Zaki
Ghazal
laraz gayaa hai jahaa.n dast-e-kaatib-e-taqdiir
hamaarii ziist me.n lamhaat aa.e hai.n kyaa kyaa
Wasif Dehlvi
Ghazal
ai kaatib-e-taqdiir hamaarii bhii razaa puuchh
yuu.n naala-e-taqdiir raqam hone na de.nge
Saghar Nizami
Nazm
wo lamha kaisa hota hai
kisii paadaash kii takmiil kaa hissa
ki harf-e-kaatib-e-taqdiir hotaa hai
Yasmeen Hameed
Ghazal
tum se milnaa aur phir mil kar bichha.D jaane kaa Gam
faisla shaayad yahii hai kaatib-e-taqdiir kaa
Aadil Rahi
Ghazal
sifat-e-kaatib-e-taqdiir ke likhne vaale
arsa-e-hashr ko maidaan-e-qalam kahte hai.n
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
nujuumiyo.n ne bataayaa ki kaatib-e-taqdiir
miraa nasiib sitaaro.n me.n rakh ke bhuul gayaa
Ahmad Salman
Ghazal
ishq ab tak hai puraanii ik tirii tasviir se
roz kartii huu.n shikaayat kaatib-e-taqdiir se
Anukriti Kumar
Ghazal
pahle hii kaatib-e-taqdiir ne likkhaa thaa hame.n
teraa banda tiraa fidvii tiraa rusvaa aashiq