SEARCH RESULTS
Showing search results for "kahne"
Nazm MATCHES FOR "kahne"
Nazm
shikwa
kis kii haibat se sanam sahme hu.e rahte the
mu.nh ke bal gir ke huu-allahu-ahad kahte the
Allama Iqbal
Nazm
Dhaka se wapsi par
un se jo kahne ga.e the 'faiz' jaa.n sadqe kiye
an-kahii hii rah ga.ii vo baat sab baato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
baajii ke miyaa.n kyaa baajaa hai.n
vo ha.ns ha.ns kar ye kahne lagii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
farar
mujh se ab merii mohabbat ke fasaane na kaho
mujh ko kahne do ki mai.n ne unhe.n chaahaa hii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
unhii ke saa.e me.n phir aaj do dha.Dakte dil
KHamosh ho.nTo.n se kuchh kahne sun.ne aa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
walid sahab ke nam
vo maa.n ke kahne pe kuchh ro.ab mujh pe rakhtaa hai
yahii hai vaj.h mujhe chuumte jhijhaktaa hai
Tahir Shaheer
Nazm
man ka KHwab
ye kah kar vo kuchh der tak chup rahaa
diyaa phir dikhaa kar ye kahne lagaa
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
jise dabaane ke baa'd us ko Gadr kahne lage
ye ahl-e-hind bhii hote hai.n kis qadar ma.asuum
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek makDa aur makkhi
ik din kisii makkhii se ye kahne lagaa mak.Daa
is raah se hotaa hai guzar roz tumhaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
mere sab dost use dekh ke kahte ho.nge
jaane kis des me.n bechaara bhaTaktaa hogaa