SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaleem aajiz"
Nazm MATCHES FOR "kaleem aajiz"
Nazm
dua
raat jii khol ke phir mai.n ne du'aa maa.ngii hai
aur ik chiiz ba.Dii besh-bahaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
tahniyati nazm
ai 'aziiz-e-mahfil-e-she'r-o-suKHan tujh ko salaam
ai sabaa-e-sub.h-dam zeb-e-chaman tujh ko salaam
Safiya Ankolvi
Nazm
sadaqat
vo ek shaam qalam kho gayaa thaa jab meraa
bahut talaash kiyaa har taraf idhar ki udhar
Muzaffar Abdali
Nazm
hamein insan hone par nadamat hai
ai mere rabb-e-kariim
tuu ashraf-e-maKHluuq kii dastaar
Muntazir Qaimi
Nazm
watan
bahut aziiz hai mujh ko vatan aziiz vatan
vatan kii KHaak hai ambar mirii nigaaho.n me.n
Qaisar Amravatwi
Nazm
abr
uThii phir aaj vo puurab se kaalii kaalii ghaTaa
siyaah-posh hu.aa phir pahaa.D sarban kaa
Allama Iqbal
Nazm
man kabhi marti nahin hai
kalaam-e-haidarii kii nazr
maa.n kabhii martii nahii.n hai
Zaheer Siddiqui
Nazm
phir nahin
phir ek KHvaahish-e-betaab janam letii hai
phir ek KHvaab kii aamad kaa hai gumaa.n mujh ko
Kazim Rizvi
Nazm
sawal sawal siyah kashkol
muddato.n se
KHamoshii ke be-ant varno.n kii andhii guphaa me.n
Ejaz Rahi
Nazm
kash aisa na saneha hota
kaash vo lamha KHvaab saa hotaa
kaash vo lamha vahm saa hotaa
Shamim Shahzad
Nazm
gandhi ji
vaqaar-e-maadar-e-hindostaa.n the gaa.ndhii jii
har ek fard ke hamdard Gam-gusaar-e-vatan