SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaarja"
Nazm MATCHES FOR "khaarja"
Nazm
shikwa
naqsh-e-tauhiid kaa har dil pe biThaayaa ham ne
zer-e-KHanjar bhii ye paiGaam sunaayaa ham ne
Allama Iqbal
Nazm
aawara
le ke ik cha.ngez ke haatho.n se KHanjar to.D duu.n
taaj par us ke damaktaa hai jo patthar to.D duu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
daraKHt-e-zard
mirii paikaar azal se
ye 'KHusro' 'miir' 'Gaalib' kaa KHaraaba bechtaa kyaa hai
Jaun Eliya
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
ham log mohabbat vaale hai.n
tum KHanjar kyuu.n lahraate ho
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-milli
teGo.n ke saa.e me.n ham pal kar javaa.n hu.e hai.n
KHanjar hilaal kaa hai qaumii nishaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
intisab
aaj ke Gam ke naam
aaj kaa Gam ki hai zindagii ke bhare gulsitaa.n se KHafaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
ye chalaa jaa.egaa rah jaa.e.nge baaqii saa.e
raat-bhar jin se tiraa KHuun-KHaraabaa hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
KHafaa na honaa mirii jur.at-e-taKHaatub par
tumhe.n KHabar hai mirii zindagii kii aas ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai mere sare logo
aashnaa haath hii aksar mirii jaanib lapke
mere siine me.n sadaa apnaa hii KHanjar utraa
Ahmad Faraz
Nazm
dusra ban-bas
ghar jalaane ko miraa log jo ghar me.n aa.e
shaakaahaarii the mere dost tumhaare KHanjar