SEARCH RESULTS
Showing search results for "khatm"
Nazm MATCHES FOR "khatm"
Nazm
shikwa
ahd-e-gul KHatm hu.aa TuuT gayaa saaz-e-chaman
u.D ga.e Daaliyo.n se zamzama-pardaaz-e-chaman
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
is ke saa.e me.n sadaa pyaar ke charche ho.nge
KHatm jo ho na sakegii vo kahaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
gandhi ho ya ghaalib ho
'gaa.ndhii' ho yaa 'Gaalib' ho
KHatm hu.aa dono.n kaa jashn
Sahir Ludhianvi
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
umr-bhar kii jo kamaa.ii thii ga.nvaa aayaa huu.n
tere KHat aaj mai.n ga.ngaa me.n bahaa aayaa huu.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
kis ko ab hogaa vatan me.n aah meraa intizaar
kaun meraa KHat na aane se rahegaa be-qaraar
Allama Iqbal
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
KHatm ho jaa.e jo do chaar qadam aur chalo
mo.D pa.Dtaa hai jahaa.n dasht-e-faraamoshii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan jaoge
tark-e-duniyaa kaa samaa.n KHatm-e-mulaaqaat kaa vaqt
is gha.Dii ai dil-e-aavaara kahaa.n jaa.oge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ahl-e-dil aur bhi hain
ham pe hii KHatm nahii.n maslak-e-shoriida-sirii
chaak-dil aur bhii hai.n chaak-qabaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kar gae kuch kahan
to samajhtaa thaa ki ye dar-badarii kaa aalam
duur deso.n kii inaayat thaa so ab KHatm hu.aa
Ahmad Faraz
Nazm
lucknow
ab us ke baa'd sub.h hai aur sub.h-e-nau 'majaaz'
ham par hai KHatm shaam-e-Gariibaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
eid manaun kaise
saal ye biit gayaa raasta takte takte
sabr ab KHatm bataa.uu.n to bataa.uu.n kaise
Salahuddin Ayyub
Nazm
chadar aur chaar-diwari
taviil sadiyo.n se qatl-e-insaaniyat kaa ye KHuu.n-chakaa.n tamaasha
ab is tamaasha ko KHatm kiije