SEARCH RESULTS
Showing search results for "khitaab"
Nazm MATCHES FOR "khitaab"
Nazm
KHitab ba-jawanan-e-islam
کبھي اے نوجواں مسلم! تدبر بھي کيا تو نے
وہ کيا گردوں تھا تو جس کا ہے اک ٹوٹا ہوا تارا
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
lahje me.n ye khaTak hai ki hai neshtar kii dhaar
aur gir rahaa hai dhaar se shabnam kaa aabshaar
Josh Malihabadi
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
bhaarat ke ai sapuuto himmat dikhaa.e jaa.o
duniyaa ke dil pe apnaa sikka biThaa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Nazm
KHatun-e-mashriq
vo bhii din aa.egaa jab tujh ko hii ai mast-e-hijaab
zeb degaa maathar-e-aulaad-e-aadam kaa KHitaab
Josh Malihabadi
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
leadero.n se ho.nge va.ade KHil.at-o-in.aam ke
qillat o kasrat kaa ha.ngaama uThaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
aurat
mujh ko likhaa har ek ne apnii kitaab se
jaise bhii jis ne chaahaa navaazaa KHitaab se
Meena Naqvi
Nazm
shoara-e-qaum se KHitab
ai shaa.iraan-e-qaum zamaana badal gayaa
par misl-e-zulf-e-yaar tumhaaraa na bal gayaa
Shah Deen Humayun
Nazm
urdu-e-mualla
muddato.n sarkaar-e-dehlii me.n rahii ye baaryaab
ab tak urdu-e-mu.allaa hai vahii shaahii KHitaab
Safi Lakhnavi
Nazm
siyasi maslahat
zindagii me.n mil ga.e kitno.n ko sarkaarii KHitaab
muft me.n in ko KHariidaa muft me.n bechaa gayaa
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Nazm
iqbaal ek kitab
dosto a.ngrez ne iqbaal ko
denaa chaahaa jis gha.Dii sir kaa KHitaab
Mateen Achalpuri
Nazm
dar-o-rasan
dimaaG bar-sar-e-haft-aasmaa.n thaa dehlii kaa
KHitaab-e-KHitta-e-hindostaa.n thaa dehlii kaa