SEARCH RESULTS
Showing search results for "khode.n"
Nazm MATCHES FOR "khode.n"
Nazm
ek ke badle sau sau paen
sab jii bhar kar daana khaa le.n
aa.o mil kar miTTii khode.n
Mohammad Ishaq Jalalpuri
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
mulaqat
jahaa.n pe ham tum kha.De hai.n dono.n
sahar kaa raushan ufuq yahii.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ruh dekhi hai kabhi!
Dher se saa.e paka.Dne ke liye bhaagte hai.n
tum ne saahil pe kha.De girje kii diivaar se lag kar
Gulzar
Nazm
ramaen ka ek sin
ro kar kahaa KHamosh kha.De kyuu.n ho merii jaa.n
mai.n jaantii huu.n jis liye aa.e ho tum yahaa.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHudaon se kah do
itne phuul zamiin par khile.n
ki kisii aur chiiz par nazar na Thahr sake
Kishwar Naheed
Nazm
barsat ki bahaaren
yaa saathiyo.n me.n apne paa.nv se paa.nv jo.De
baadal kha.De hai.n sar par barse hai.n tho.De tho.De
Nazeer Akbarabadi
Nazm
eid
agar hai.n saahab-e-kirdaar to zabaa.n khole.n
agar hai.n saahab-e-iimaa.n to phir vo sach bole.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
ai dil-e-be-KHabar
kab havaa-e-safar kaa ishaara mile!
kab khule.n saahilo.n par safiino.n ke par