SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuu"
Nazm MATCHES FOR "kuu"
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Nazm
26 january
aa.o ki aaj Gaur kare.n is savaal par
dekhe the ham ne jo vo hasii.n KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
hamaare ho.nT zahriilii ruto.n se kaasnii hai.n
aur chehre ratjago.n kii sho.alagii se
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ik umr ke baa'd tum mile ho
ai mere vatan ke KHush-navaa.o
Ahmad Faraz
Nazm
nama-e-jaanan
muddato.n baa'd milaa naama-e-jaanaa.n lekin
na ko.ii dil kii hikaayat na ko.ii pyaar kii baat
Ahmad Faraz
Nazm
buniyaad kuchh to ho
kuu-e-sitam kii KHaamushii aabaad kuchh to ho
kuchh to kaho sitam-kasho, fariyaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
barsat ki bahaaren
hai.n is havaa me.n kyaa kyaa barsaat kii bahaare.n
sabzo.n kii lahlahaahaT baaGaat kii bahaare.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
muntashir dosto.n ko sadaa de sakaa
ajnabii dushmano.n kaa pataa de sakaa