SEARCH RESULTS
Showing search results for "lache"
Nazm MATCHES FOR "lache"
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
itna malum hai!
us ne ik lamhe ko dekhaa mujhe aur phir ha.ns dii
is ha.nsii me.n to vo talKHii thii ki is se aage
Parveen Shakir
Nazm
chand roz aur meri jaan
har gha.Dii dard ke paivand lage jaate hai.n
lekin ab zulm kii mii.aad ke din tho.De hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parchhaiyan
na jaane kitnii kashaakash se kitnii kaavish se
ye sote jaagte lamhe churaa ke laa.e hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
mire safar ke vo lamhe tumhaarii pur-haalii
vo baat baat mujhe baar baar samjhaanaa
Jaun Eliya
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye shaah-raaho.n pe ra.ngiin saa.Diyo.n kii jhalak
ye jho.npa.Do.n me.n Gariibo.n ke be-kafan laashe
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
dil o nazar kii jaan thaa vo daur jo guzar gayaa
na ab kisii se dil lage na ab kahii.n nazar jame