SEARCH RESULTS
Showing search results for "likhvaa"
Nazm MATCHES FOR "likhvaa"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
vo din ki jis kaa va.ada hai
jo lauh-e-azal me.n likhkhaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
daraKHt-e-zard
use tum phone karte aur KHat likhte rahe hoge
na jaane tum ne kitnii kam Galat urdu likhii hogii
Jaun Eliya
Nazm
muhasara
isii liye to jo likkhaa tapaak-e-jaa.n se likhaa
jabhii to loch kamaa.n kaa zabaan tiir kii hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHuda ka sawal
ye jhiilo.n me.n ha.nste hu.e se ka.nval
ye dhartii pe mausam kii likkhii Gazal
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
sab maya hai
kyuu.n dard ke naame likhte likhte raat karo
jis saat samundar paar kii naar kii baat karo
Ibn e Insha
Nazm
nazm
jis ke jaane pe mujhe tuu ne jagah dii dil me.n
merii qismat me.n hii jab KHaalii jagah likkhii thii
Tahzeeb Hafi
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
KHat KHuun se likhne kii rasme.n
jab aam thii.n ham dil vaalo.n me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
lekin baDi der ho chuki thi
ho.nTo.n pe magar vahii tabassum!
chehre pe likhii hu.ii udaasii