SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.arka"
Nazm MATCHES FOR "ma.arka"
Nazm
shikwa
the hamii.n ek tire maarka-aaraa.o.n me.n
KHushkiyo.n me.n kabhii la.Dte kabhii dariyaa.o.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
betaab na ho maarka-e-biim-o-rajaa dekh!
hai.n tere tasarruf me.n ye baadal ye ghaTaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
kabhii ghuuraa kabhii taa.Daa to kabhii lalkaaraa
kabhii subway se uThaayaa kabhii chhaapa maaraa
Khalid Irfan
Nazm
imtihan
naqsh fariyaadii hai in kii shoKHii-e-tahriir kaa
ma.arka hotaa hai ab tadbiir kaa taqdiir kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
ma.arka sard hai soyaa hai vatan kaa sardaar
tantana sher kaa baaqii nahii.n suunaa hai kachhaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
marsiya kya hai
marsiyo.n me.n mile manzar-e-karbalaa
jhuuT aur sach kaa hai bachcho ik ma.arka
Hafiz Karnataki
Nazm
azm
savere ma.arka hotaa hai haqq-o-baatil me.n
ajiib josh hai jazba hai jaa.n-nisaaro.n me.n
Tariq Qamar
Nazm
naya KHun
band hai aaj bhii kitno.n ke liye nahr-e-furaat
ma.arka ko.ii ba-zaahir lab-e-dariyaa na hu.aa
Qaisarul Jafri
Nazm
sukut-e-shab mein
havaa-e-dasht bhii aahista-paa guzartii thii
savere ma.arka honaa thaa haqq-o-baatil me.n
Tariq Qamar
Nazm
hai to hai
shaam ko milnaa zaraa football ke maidaan me.n
ma.arka phir ko.ii garmaane kii hasrat hai to hai
Ataur Rahman Tariq
Nazm
chand ka husn
ma.arka sar kiyaa amriikii KHalaa-baazo.n ne
is haqiiqat se to inkaar nahii.n hai mujh ko
Salam Sandelvi
Nazm
mashrab
mai-noshii bhii hai ma.arka-aaraa.ii kaa ik aks
baatil se jo Takraa na sake shiisho.n ko Takraa.e