SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-e-jazbaat"
Nazm MATCHES FOR "mai-e-jazbaat"
Nazm
ahd-e-mohabbat
laakho.n afsaane sar-e-raah hu.aa karte hai.n
lazzat-e-shorish-e-jazbaat se bahkaa.e hu.e
Siddique Kaleem
Nazm
urdu
har nau-aamoz sila paa.e tirii KHidmat kaa
har mah-e-nau tire sadqe mah-e-kaamil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
aazadi
hamaare zor se zanjiir-e-tiirgii TuuTii
hamaaraa soz hai maah-e-tamaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kali-das
khulaa varaq thaa dil insaan kaa tire aage
hai tarjumaanii-e-jazbaat shaahkaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
raat ki baat
shiisha-e-mah se chhalak kar mai-e-tund-o-be-dard
us ke maathe se churaa letii hai sone kii Dalak
Mukhtar Siddiqui
Nazm
bhaunre ki be-qarari
mire kunj me.n mujhe roz-o-shab
mai-e-be-KHudii thii pilaa rahii
Suroor Jahanabadi
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
wasoKHt
lab par hai talKHi-e-mai-e-ayyaam varna 'faiz'
ham talKHi-e-kalaam pe maa.il zaraa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand
kabhii hilaal kabhii suurat-e-mah-e-kaamil
hai tere raaste me.n irtiqaa kii har manzil
Fazlurrahman
Nazm
ishq
ishq ehsaas kaa ma.asuumii-e-jazbaat kaa naam
ishq taariiKH me.n sadiyo.n kii rivaayaat kaa naam
Anwar Abbas
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
dekhiye dete hai.n kis kis ko sadaa mere baad
'kaun hotaa hai hariif-e-mai-e-mard-afgan-e-ishq'
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fasana-e-adam
kiyaa suruur ne ik aalam-e-digar paidaa
churaa ke pii jo mai-e-sarkash-e-KHudiii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
izhaar
tere bas me.n thii agar mash.al-e-jazbaat kii lau
tere ruKHsaar me.n gulzaar na bha.Dkaa hotaa