SEARCH RESULTS
Showing search results for "mai-khaana-e-khayaal"
Nazm MATCHES FOR "mai-khaana-e-khayaal"
Nazm
ishrat-e-tanhai
mai.n ki mai-KHaana-e-ulfat kaa puraanaa mai-KHvaar
mahfil-e-husn kaa ik mutrib-e-shiirii.n-guftaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHakam-ba-dahan
mai.n aazim-e-mai-KHaanaa thii kal raat ki dekhaa
ik kuucha-e-pur-shor me.n as.haab-e-tariiqat
Fahmida Riaz
Nazm
amiron ki duniya
ko.ii mast mai-KHaana-e-KHud-parastii
amiiro.n kii duniyaa takabbur kii pastii
Arsh Malsiyani
Nazm
taqaza
kyaa hosh tujhe saaqii-e-mai-KHaana-e-duniyaa
vo kaun saa saaGar hai jo ab TuuT rahaa hai
Fareed Ishrati
Nazm
be-saKHta dil ye chahta hai
mai-KHaana-e-sarKHushii ne kab tak
mastii ke ayaaG thaam rakkhe
Saima Esma
Nazm
iqbaal ka sher
'iqbaal' kaa har sher hai mai-KHaana-e-hastii
har ri.nd ko detaa hai jo paimaana-e-hastii
Maikash Akbarabadi
Nazm
haw-hu
varna mai-KHaana-e-Gam me.n le chal mujhe
qatra-e-ashk yaa qatra-e-mai piyuu.n
Tishna Barelvi
Nazm
be-nang-o-nam
tum yuu.nhii zid me.n hu.e KHaak-e-dar-e-mai-KHaana
mujh ko ye zom ki mai.n ne tumhe.n Tokaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
lucknow
sar le ke hathelii par ubhrii thii jo duniyaa me.n
us qaum ko le Duubaa shuGl-e-mai-o-mai-KHaana
Shameem Farooq Banspari
Nazm
aaya hai naya sal
ik ruuh-e-vatan husn-e-saqaafat ke karam se
yak-rang hii yak-rang hai mai-KHaana-e-jamhuur