SEARCH RESULTS
Showing search results for "malgaje"
Nazm MATCHES FOR "malgaje"
Nazm
ai nai nasl
kitne KHvaabo.n ke malgaje chehre
kitnii yaado.n ke marmarii.n ajsaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
aansu
vo sat.h-e-aab aa.iina hai jis me.n
guzishta lamho.n ke malgaje naqsh ubhar rahe hai.n
Zia Jalandhari
Nazm
raat ki rani
din me.n ye malgaje kap.Do.n me.n nazar aatii hai
raat me.n kartii hai aaraa.ish-e-zulf-o-ruKHsaar
Salam Sandelvi
Nazm
chhaTa aadmi
malgaje aur siyah jho.npa.De chaar-suu
jho.npa.De jin kii sham.o.n me.n saa.nse.n na thii.n
Shaz Tamkanat
Nazm
eid ka chand dekh kar
aur har dast-e-muKHayyar me.n chamakte sikke
malgaje jismo.n kii haalat pe taras khaa.e.nge
Moazzam Ali Khan
Nazm
girya-e-tahayyur
uThaa ke baa.nho.n ke halqe me.n pyaar kar legii
phir apne malgaje aa.nchal me.n us ke aa.nsuu.o.n ko
Tasneem Abidi
Nazm
kamzori
ab in taktii hu.ii aa.nkho.n ke bhuure malgaje baadal
gul-o-laala sharar barsaa nahii.n paate
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
ahmad-faraaz marhum ki nazr
mirii nigaah usii malgaje ujaale me.n
pahu.nch ke marqad-e-taaza pe jab Thahartii hai
Shadab Razi
Nazm
aaKHiri KHat
al-qissa ma.aal-e-Gam-e-ulfat pe ha.nso tum
yaa ashk bahaatii raho fariyaad karo tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jugnu
rukii rukii sii safe.n malgajii ghaTaa.o.n kii
utaar par hai sar-e-sahn raqs piipal kaa