SEARCH RESULTS
Showing search results for "malgaje"
Ghazal MATCHES FOR "malgaje"
Ghazal
malgaje kap.Do.n pe us din kis Gazab kii aab thii
saare din kaa kaam us din kis qadar halkaa lagaa
Zehra Nigaah
Ghazal
is malgaje libaas pe aaraa.ishe.n nisaar
tum ne to saadgii ko bhii qaatil banaa diyaa
Sayyad Safdar Hussain
Ghazal
Irshad Ahmad Niazi
Ghazal
ko.ii na zehn me.n suurat na ko.ii KHaaka hai
vo mujh se jab bhii milaa malgaje dhu.aa.n me.n milaa
Farooq Shafaq
Ghazal
khi.Dkiyo.n par malgaje saa.e se lahraane lage
shaam aa.ii phir gharo.n me.n log ghabraane lage
Farooq Shafaq
Ghazal
ajnabii shahr kii ajnabii shaam me.n
zindagii Dhal ga.ii malgajii shaam me.n
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ajnabii shahr kii ajnabii shaam me.n
zindagii Dhal ga.ii malgajii shaam me.n
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
fazaa yuu.nhii to nahii.n malgajii hu.ii jaatii
ko.ii to KHaak-nashii.n hosh kho rahaa hogaa
Hamida Shaheen
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
malgajii chaadar-e-mahtaab nazar aane lagii
us ne chehre se jo sote me.n dupaTTaa ulTaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
TikTikii baa.ndh ke dekhaa kiyaa itnaa ki banaa
saaya-e-mardum-e-diida magas-e-jaam-e-sharaab
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
aql Dartii hai ma.aal-e-Gam-e-dil kyaa hogaa
ishq kahtaa hai ki har haal me.n jiinaa hogaa