SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl"
Nazm MATCHES FOR "misl"
Nazm
shikwa
aag takbiir kii siino.n me.n dabii rakhte hai.n
zindagii misl-e-bilaal-e-habashii rakhte hai.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
ho niko naam jo qabro.n kii tijaarat kar ke
kyaa na bechoge jo mil jaa.e.n sanam patthar ke
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
dekhaa to aadmii hii yahaa.n misl-e-raa.ng hai
faulaad se ga.Dhaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ai mere sare logo
misl-e-pairaahan-e-gul phir se badan chaak hu.e
jaise apno.n kii kamaano.n me.n ho.n aGyaar ke tiir
Ahmad Faraz
Nazm
zauq o shauq
gard se paak hai havaa barg-e-naKHiil dhul ga.e
reg-e-navaah-e-kaazima narm hai misl-e-parniyaa.n
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tujh ko misl-e-tiflak-e-be-dast-o-paa rotaa hai vo
sabr se naa-aashnaa sub.h o masaa rotaa hai vo
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
chaman ko chho.D ke niklaa huu.n misl-e-nik.hat-e-gul
hu.aa hai sabr kaa manzuur imtihaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
aql-o-dil
kaam duniyaa me.n rahbarii hai miraa
misl-e-KHizr-e-KHajista-paa huu.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
funun-e-latifa
maqsuud-e-hunar soz-e-hayaat-e-abadii hai
ye ek nafas yaa do nafas misl-e-sharar kyaa!
Allama Iqbal
Nazm
aurat
dekhaa thaa jo aadam ne vahii KHvaab hai aurat
be-misl hai aa.iina-e-aadaab hai aurat
Rahbar Jaunpuri
Nazm
israfil ki maut
aaj saakit misl-e-harf-e-naa-tamaam
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o