SEARCH RESULTS
Showing search results for "mulk-e-adam"
Nazm MATCHES FOR "mulk-e-adam"
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
mahatma gandhi
ik sitam thaa raahi-e-mulk-e-adam honaa tiraa
Gam se sar piiTaa zamii.n ne KHuun royaa aasmaa.n
Sabir Abuhari
Nazm
poTli
us kii shaadii ke baare me.n soch rahaa thaa
ki qatl ho kar raahi-e-mulk-e-adam ho gayaa
Yashab Tamanna
Nazm
tum kahan ho
madiina bhii chho.D diyaa
jab ba.Daa darvesh raahi-e-mulk-e-adam hu.aa
Yashab Tamanna
Nazm
nekiyon se Khaali shahr
miraa ko.ii ham-saaya mulk-e-adam ko sidhaare
to us ke janaaze ko kandhaa na duu.ngaa
Javed Shaheen
Nazm
chaDha diya hai bhagat-singh ko raat phansi par
jahaa.n se mulk-e-adam naunihaal jaate hai.n
numaayaa.n kar ke sitam-kash kaa haal jaate hai.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
dil-ashob
yuu.n kahne ko raahe.n mulk-e-vafaa kii ujaal gayaa
ik dhund milii jis raah me.n paik-e-KHayaal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
tandurusti
bahaar-e-gulshan-e-afraad-e-‘aalam tandurustii hai
muqaddam tandurustii hai muqaddam tandurustii hai
Ufuq Lakhnavi
Nazm
waqt-e-murawwat
tamaam raaz-e-nihaa.n khul ga.e mire dil par
ze-takiya-gaah-e-adam taa-ba-kaargaah-e-vajuud
Josh Malihabadi
Nazm
hum log
zamiir-e-fitrat-e-insaaniyat ko chau.nkaa kar
uruuj-e-qismat-e-aadam dikhaa.e.nge ham log
Azmat Abdul Qayyum Khan
Nazm
jam-e-jam ke sath
Duubaa hu.aa huu.n KHaal-e-dahan kii research me.n
Takraa rahaa huu.n saahil-e-bahr-e-adam ke saath