SEARCH RESULTS
Showing search results for "mulk-e-adam"
Ghazal MATCHES FOR "mulk-e-adam"
Ghazal
raahii taraf-e-mulk-e-adam ho.ii chukaa thaa
tuu aa gayaa mai.n varna sanam ho.ii chukaa thaa
Tanvir Dehlvi
Ghazal
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
nahii.n dekhte hai.n tire KHvaab jab ham
to phir raah-e-mulk-e-‘adam dekhte hai.n
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
mirii qasam hai tumhe.n rahravaan-e-mulk-e-adam
KHudaa ke vaaste tum bhuulnaa na jaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
dekhiye hotii hai kab raahii suu-e-mulk-e-adam
KHaana-e-tan se hamaarii ruuh ghabraa.ii to hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
qaatil kii teG se rah-e-mulk-e-adam milii
aahan hamaare vaaste sa.ng-e-nishaa.n hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
yaad-e-guzishtagaa.n par kyaa ro.e.n ab 'taraqqii'
kyaa ham ravaana suu-e-mulk-e-adam na ho.nge
Agha Mohammad Taqi Khan taraqqi
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
talab-e-mulk-e-adam se na jahaa.n dekh sakaa
abhii manzil pe na utraa thaa ki paiGaam aayaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
jahaa.n se dosh-e-aziizaa.n pe baar ho ke chale
ye suu-e-mulk-e-adam sharmsaar ho ke chale
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
saath chho.Daa safar-e-mulk-e-adam me.n sab ne
lipTii jaatii hai magar hasrat-e-diidaar hanuuz