SEARCH RESULTS
Showing search results for "mulk-e-adam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mulk-e-adam"
Ghazal
raahii taraf-e-mulk-e-adam ho.ii chukaa thaa
tuu aa gayaa mai.n varna sanam ho.ii chukaa thaa
Tanvir Dehlvi
Sher
mulk-e-adam se dahr ke maatam-kade ke biich
aayaa na kaun kaun ki ronaa na ro gayaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
BOOKS MATCHES FOR "mulk-e-adam"
MORE MATCHES FOR "mulk-e-adam"
Ghazal
aa.nkh kii band yahaa.n aur vahaa.n jaa pahu.nche
manzil-e-mulk-e-adam kaa to safar kuchh na hu.aa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
nahii.n dekhte hai.n tire KHvaab jab ham
to phir raah-e-mulk-e-‘adam dekhte hai.n
Rana Khalid Mahmood Qaiser
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
kuuche se tere uTh ke bhalaa jaa.e.n ham kahaa.n
juz naqsh-e-paa hai rahbar-e-mulk-e-adam kahaa.n
Shah Naseer
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
talab-e-mulk-e-adam se na jahaa.n dekh sakaa
abhii manzil pe na utraa thaa ki paiGaam aayaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
jahaa.n se dosh-e-aziizaa.n pe baar ho ke chale
ye suu-e-mulk-e-adam sharmsaar ho ke chale
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Nazm
mahatma gandhi
ik sitam thaa raahi-e-mulk-e-adam honaa tiraa
Gam se sar piiTaa zamii.n ne KHuun royaa aasmaa.n
Sabir Abuhari
Ghazal
jahaa.n se dosh-e-aziizaa.n pe baar ho ke chale
ye suu-e-mulk-e-adam sharmsaar ho ke chale
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
yuu.n ashk zamii.n par hai.n ki manzil ko pahu.nch kar
juu.n qaafila-e-mulk-e-adam uTh nahii.n saktaa
Shah Naseer
Ghazal
mirii qasam hai tumhe.n rahravaan-e-mulk-e-adam
KHudaa ke vaaste tum bhuulnaa na jaa ke mujhe