SEARCH RESULTS
Showing search results for "munaasibat"
Nazm MATCHES FOR "munaasibat"
Nazm
shikwa
ham jo jiite the to jango.n kii musiibat ke liye
aur marte the tire naam kii azmat ke liye
Allama Iqbal
Nazm
aawara
par musiibat hai miraa ahd-e-vafaa mere liye
ai Gam-e-dil kyaa karuu.n ai vahshat-e-dil kyaa karuu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dard aaega dabe panw
ye to mehmaa.n hai gha.Dii-bhar kaa chalaa jaa.egaa
us se kab terii musiibat kaa mudaavaa hogaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
sar pe aa jaatii hai jab ko.ii musiibat naa-gahaa.n
ashk paiham diida-e-insaa.n se hote hai.n ravaa.n
Allama Iqbal
Nazm
main use waqif-e-ulfat na karun
ruuh ko us kii asiir-e-Gam-e-ulfat na karuu.n
us ko rusvaa na karuu.n vaqf-e-musiibat na karuu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
ramayan ka ek scene
saKHtii sahii nahii.n ki uThaa.ii ka.Dii nahii.n
duniyaa me.n kyaa kisii pe musiibat pa.Dii nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
rakhi
jo ba.Dh kar qaid kar letii hai aafat apne bhaa.ii kii
musiibat kii haqiiqat kyaa
Fauzia Mughal
Nazm
munajat-e-bewa
jab ki nazar aataa hai kinaaraa
par nahii.n uTh saktii vo musiibat
Altaf Hussain Hali
Nazm
nashat-e-umid
merii sipar aur mire dil kii panaah
dard-o-musiibat me.n mirii takiya-gaah
Altaf Hussain Hali
Nazm
agar main chiKHun
ye sab musiibat-zada, mataanat se
burd-baarii me.n sah rahe hai.n
Farhat Ehsas
Nazm
zalzala
daf.atan ek sadaa aah-o-fuGaa.n kii aa.ii
mere allaah ye gha.Dii kis pe musiibat laa.ii
Shakeel Badayuni
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
bazm-e-maatam to nahii.n bazm-e-suKHan hai 'haalii'
yaa.n munaasib nahii.n ro ro ke rulaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
be-KHwab nind
kisii tarah sahii be-KHvaab nii.nd to aa.e
gha.Dii gha.Dii kii musiibat se jaan chhuT jaa.e
Nida Fazli
Nazm
manazir-e-sahar
chhaa jaatii hai rahmat to baras pa.Dte hai.n in.aam
is vaqt kisii tarah munaasib nahii.n aaraam
Josh Malihabadi
Nazm
aahang-e-nau
duur insaan ke sar se ye musiibat kar do
aag dozaKH kii bujhaa do ise jannat kar do