SEARCH RESULTS
Showing search results for "nadaamat"
Nazm MATCHES FOR "nadaamat"
Nazm
do ishq
is ishq na us ishq pe naadim hai magar dil
har daaG hai is dil me.n ba-juz-daaG-e-nadaamat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
farar
apnii be-kaar tamannaa.o.n pe sharminda huu.n
apnii be-suud umiido.n pe nadaamat hai mujhe
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
maazii pe nadaamat ho tumhe.n yaa ki masarrat
KHaamosh pa.Daa so.egaa vaamaa.nda-e-ulfat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
musafir
guzar ga.ii mirii palko.n pe jaagtii hu.ii raat
nadaamato.n kaa pasiina jabii.n pe phuuT gayaa
Mustafa Zaidi
Nazm
main zinda hun
phir guzar kuu-e-nadaamat se hu.aa to dekhaa
baam raushan hai jo thaa
Obaidullah Aleem
Nazm
maut
aaj is ashk-e-nadaamat kaa ko.ii mol nahii.n
aah ehsaas kii zanjiir-e-giraa.n TuuT ga.ii
Akhtarul Iman
Nazm
tanha
mere maathe pe jhalaktaa hai nadaamat ban kar
ibn-e-maryam kaa vo jalva jo kaliisaa me.n nahii.n
Mustafa Zaidi
Nazm
pachhtawa
azal se taariiKH kah rahii hai
ki aadmii kii jabii.n hamesha nadaamato.n se araq rahii hai
Fahmida Riaz
Nazm
nadamat
vaqt ke baab-e-nadaamat me.n nihaa.n tahriire.n
un ko pa.Dh lete to shaayad na yuu.n hairaa.n hote
Mohammad Afsar Sajid
Nazm
ek actress
nadaamat ke TuuTe hu.e aa.nsu.o.n ne
tabassum ko aaraasta kar diyaa hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
naya ghar
tan pe baar-e-nadaamat uThaa.e hu.e ruk ga.e the
us ke diivaar-o-dar farsh o aa.ngan
Zehra Nigaah
Nazm
nauha
bujhaa ke KHvaabo.n me.n chal rahaa huu.n
tirii mohabbat mujhe nadaamat se dekhtii hai