SEARCH RESULTS
Showing search results for "nargis-o-gul"
Nazm MATCHES FOR "nargis-o-gul"
Nazm
ujale ki lakir
ab ke taz.iin-e-chaman hogii lahuu kii surKHii
fasl-e-gul ab ke na.e jalve bikheregii yahaa.n
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
shahid-e-millat-o-watan!
bahaar-e-shauq kii fazaa 'ajiib gul khilaa ga.ii
adaa-e-naaz-e-'aashiqii niyaaz ko sikhaa ga.ii
S. A. Rahman
Nazm
safar qalam ka
dekh kabhii to mausam-e-gul ko
patjha.D kii aavaazo.n me.n
Rukhsana Nikhat Lari Umm-e-Hani
Nazm
be-tawajjohi
terii ho.nTo.n kii laalii kii bas ik jhalak dekh kar
gul-o-laala-o-yaasman-o-nargis-o-hinaa
Akmal Gudaaz
Nazm
aadhi raat
fazaa-e-niim-shabii nargis-e-KHumaar-aaluud
ka.nval kii chuTkiyo.n me.n band hai nadii kaa suhaag
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hamara watan
saman hai jahaa.n har chaman kaa si.ngaar
khule hai.n jahaa.n nargis-o-tastaran
Arsh Malsiyani
Nazm
taaruf
nashsha-e-nargis-e-KHuubaa.n mujh se
Gaaza-e-aariz-o-ruKHsaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mauhum afsane
kisii kii nargis-e-sharsaar ke mub.ham se afsaane
kisii kii zulf-e-ambar-baar ke barham se afsaane
Jan Nisar Akhtar
Nazm
aaj ki raat
nargis-e-naaz me.n vo nii.nd kaa halkaa saa KHumaar
vo mire naGma-e-shiirii.n kaa asar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ai watan ai watan
shaaKH-e-gul tuu agar hai to ham aashiyaa.n
tuu gul-andoz-o-gul-faam aur gul-badan
Abdul Mannan Tarzi
Nazm
majruh sultanpuri ke nam
goyaa maiKHaane me.n ko.ii nargis-e-mastaana hai
jis ke dam se raqs me.n ye saaGar-o-paimaana hai