SEARCH RESULTS
Showing search results for "nargisii"
Nazm MATCHES FOR "nargisii"
Nazm
chashm-e-sawal!
ai kaash vo bataa.e hai jis kii ye KHudaa.ii
ye chashm-e-nargisii hai yaa kaasa-e-gadaa.ii!
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
aaj phir jine ka ai dost irada kar tu
baat chhi.Dtii hai agar nargisii aa.nkho.n kii kabhii
sard sii aah nikal aatii hai siine se tire
Sada Ambalvi
Nazm
rahguzar
(thartharaataa hu.aa ehsaas ke Gam-KHaane me.n
nargisii aa.nkho.n kaa ma.asuum saa shikvaa din raat
Shamim Karhani
Nazm
mahaul ki parchhaiyan
nargisii aa.nkh insaa.n kii dha.nstii hu.ii
halq me.n har-nafas saa.ns pha.nstii hu.ii
Saghar Mehdi
Nazm
sanjiwni
atlasii gaalo.n pe paanii ke siim-guu.n qatre
nargisii aa.nkho.n ke pyaalo.n me.n sharaab-e-ahmar
Afzal Husain Afzal
Nazm
yaad-e-aligarh
ko.ii husn-e-naahiid par mar miTaa thaa
ko.ii chashm-e-nargis kaa biimaar saa thaa
Aabidullah Ghazi
Nazm
aaj ki raat
nargis-e-naaz me.n vo nii.nd kaa halkaa saa KHumaar
vo mire naGma-e-shiirii.n kaa asar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
taaruf
nashsha-e-nargis-e-KHuubaa.n mujh se
Gaaza-e-aariz-o-ruKHsaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
taaqat hai dil me.n nargis-e-biimaar se tirii
kyaa kyaa milaa hai 'josh' ko sarkaar se tirii