SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigaa"
Nazm MATCHES FOR "nigaa"
Nazm
jawab-e-shikwa
kis kii aa.nkho.n me.n samaayaa hai shi.aar-e-aGyaar
ho ga.ii kis kii nigah tarz-e-salaf se be-zaar
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahaa.n se aa.ii nigaar-e-sabaa kidhar ko ga.ii
abhii charaaG-e-sar-e-rah ko kuchh KHabar hii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
nigaah duur talak jaa ke lauT aa.egii
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
parchhaiyan
bahut dino.n se sitam-diida shaah-raaho.n me.n
nigaar-e-ziist kii ismat panaah Dhuu.nDhtii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
dua
aa.iye arz guzaare.n ki nigaar-e-hastii
zahr-e-imroz me.n shiiriini-e-fardaa bhar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
haq tiraa chashme 'ataa kar dast-e-Gaafil dar nigar
momyaa.ii kii gadaa.ii se to behtar hai shikast
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kii umiide.n qaliil us ke maqaasid jaliil
us kii adaa dil-fareb us kii nigah dil-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
mohabbat ki ek nazm
magar ye mumkin hii kis tarah hai
ki tum kisii par nigaah Daalo
Amjad Islam Amjad
Nazm
zara si baat
taKHliye kii baato.n me.n guftuguu izaafii hai
pyaar karne vaalo.n ko ik nigaah kaafii hai