SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigahbaan"
Nazm MATCHES FOR "nigahbaan"
Nazm
shikwa
but sanam-KHaano.n me.n kahte hai.n musalmaan ga.e
hai KHushii un ko ki ka.abe ke nigahbaan ga.e
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
btaa mujh ko asraar-e-marg-o-hayaat
ki terii nigaaho.n me.n hai kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
hauzo.n ke KHazaane hai.n ki bikhre se pa.De hai.n
pahre pe nigahbaan hai.n yaa sarv kha.De hai.n
Mahshar Badayuni
Nazm
bhaarat ke musalman
ai 'qaasim'-o-'sayyad' ke KHazaane ke nigahbaa.n
bhaarat ke musalmaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
tel ke saudagar
har ik burj-o-baaro par apne nigahbaa.n cha.Dhaa do
gharo.n me.n havaa ke sivaa
Noon Meem Rashid
Nazm
aahang-e-nau
ai javaanaan-e-vatan ruuh javaa.n hai to uTho
aa.nkh us mahshar-e-nau kii nigaraa.n hai to uTho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
meri pyari amman
tumhii.n sab tarah thii.n nigahbaan ammaa.n
tumhii.n ko thaa har dam miraa dhyaan ammaa.n
Mohammad Husain Azad
Nazm
nama-e-ishq hai KHuda ke nam
haa.n vo apnaa KHudaa jo nigahbaan thaa
vo nigahbaan hai
Khursheed Akbar
Nazm
maut ka git
sag-e-KHuu.n-KHaar ko insaan nahii.n kahte hai.n
dushman-e-jaa.n ko nigahbaan nahii.n kahte hai.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
ek sitara aadarsh ka
jugnu.o.n kii naa-gahaa.n yalGaar
phir gahraa a.ndheraa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
thaa nigahbaan-e-vatan dabdaba-e-aam tiraa
na dige.n paa.nv pe thaa qaum ko paiGaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
qaus-e-quzah
thii shaam qariib aur dahqaa.n
maidaa.n me.n thaa galle kaa nigahbaa.n
Ismail Merathi
Nazm
zindabaad ai watan
tere puurab me.n hai desh ba.ngla javaa.n
tere pachchhim buhaira-arab nigahbaa.n
Fazal Haq Azimabadi
Nazm
zindagi aur KHudi
tire jamaal kii is par asaas hai ai dost
tuu apne dil kaa nigahbaa.n nahii.n to kuchh bhii nahii.n
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
ai baad-e-saba chal
soyaa hai abhii taan ke chaukhaT pe nigahbaa.n
Dastii hai savere ko siyah-raat har ik pal