SEARCH RESULTS
Showing search results for "nihaanii"
Nazm MATCHES FOR "nihaanii"
Nazm
aaKHiri KHat
aur had se guzar jaa.egaa andoh-e-nihaanii
thak jaa.e.ngii tarsii hu.ii naakaam nigaahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
mard-e-sarkash tujhe aadam kii kahaanii kii qasam
ruuh-e-insaa.n ke taqaazaa-e-nihaanii kii qasam
Asrarul Haq Majaz
Nazm
gandhi ji ki yaad mein
umiido.n kaa shajar murjhaa gayaa ham hind vaalo.n kii
nihaal-e-aarzuu kii ye nishaanii dekhte jaa.o
Fazal Haq Azimabadi
Nazm
tarana-e-hindi
'iqbaal' ko.ii mahram apnaa nahii.n jahaa.n me.n
maaluum kyaa kisii ko dard-e-nihaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tulu-e-islam
haram rusvaa hu.aa piir-e-haram kii kam-nigaahii se
javaanaan-e-tataarii kis qadar saahab-nazar nikle
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
KHudii kaa sirr-e-nihaa.n laa-ilaaha-illallaah
KHudii hai teG fasaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
dua
ishq kaa sirr-e-nihaa.n jaan-e-tapaa.n hai jis se
aaj iqraar kare.n aur tapish miT jaa.e