SEARCH RESULTS
Showing search results for "ninda"
Nazm MATCHES FOR "ninda"
Nazm
jawab-e-shikwa
kis qadar tum pe giraa.n sub.h kii bedaarii hai
ham se kab pyaar hai haa.n nii.nd tumhe.n pyaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
diwangi rahe baqi
tuu is tarah se mirii zindagii me.n shaamil hai
jahaa.n bhii jaa.uu.n ye lagtaa hai terii mahfil hai
Nida Fazli
Nazm
intizar
chaa.nd maddham hai aasmaa.n chup hai
nii.nd kii god me.n jahaa.n chup hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
marhum aur mahrum
ba.De sukuun se tum so ga.e vahaa.n jaa kar
ye kaise nii.nd tumhe.n aa ga.ii na.e ghar me.n
Zubair Ali Tabish
Nazm
KHuda wo waqt na lae
KHudaa vo vaqt na laa.e ki sogvaar ho tuu
sakuu.n kii nii.nd tujhe bhii haraam ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intizar
shab ke jaage hu.e taaro.n ko bhii nii.nd aane lagii
aap ke aane kii ik aas thii ab jaane lagii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
teri aawaz
dil ko ye zid thii ki tuu aa.e tasallii dene
merii koshish thii ki kambaKHt ko nii.nd aa jaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
makan
aaj kii raat bahut garm havaa chaltii hai
aaj kii raat na footpath pe nii.nd aa.egii
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri mulaqat
vo fitna-sar ga.e jinhe.n kaa.nTe aziiz the
ab kuchh nahii.n to nii.nd se aa.nkhe.n jalaa.e.n ham