SEARCH RESULTS
Showing search results for "nok-e-sinaa.n"
Nazm MATCHES FOR "nok-e-sinaa.n"
Nazm
lahu ka suragh
na surKHi-e-lab-e-KHanjar na ra.ng-e-nok-e-sinaa.n
na KHaak par ko.ii dhabbaa na baam par ko.ii daaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
munkir ka KHauf
kahii.n nok-e-sinaa.n ke ism o afsuu.n se
lahuu kii buu.nd me.n tasliim kii kirne.n jagaataa hai
Aftab Iqbal Shamim
Nazm
hilal-e-id
chehra-e-zebaa hai teraa jaa.n-sitaa.n mere liye
terii noke.n ban ga.ii.n nok-e-sinaa.n mere liye
Saqib Kanpuri
Nazm
hindu aur musalman
lahraa.o aasmaa.n par qaumii nishaa.n ko mil kar
do aab-e-jaa.n-nisaarii nok-e-sinaa.n ko mil kar
Ufuq Lakhnavi
Nazm
jis roz qaza aaegi
shaayad is tarah ki jis taur tah-e-nok-e-sinaa.n
ko.ii rag vaahima-e-dard se chillaane lage
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye kaisi ghaDi hai
munazzah daraKHto.n ke paak aur shiirii.n phalo.n me.n
ko.ii nok-e-teG-e-najaasat ga.Dii hai
Rafiq Sandelvi
Nazm
taswir ka dusra ruKH
ai ki siine me.n tire armaan-e-gul hai be-qaraar
dekhnaa bedaad-e-nok-e-KHaar se bhii hoshiyaar