SEARCH RESULTS
Showing search results for "paa.emaal"
Nazm MATCHES FOR "paa.emaal"
Nazm
parchhaiyan
chalo ki aaj sabhii paa.emaal ruuho.n se
kahe.n ki apne har ik zaKHm ko zabaa.n kar le.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
barish ka pahla qatra
thii qaht se paa.emaal KHilqat
is me.nh se hu.ii nihaal KHilqat
Ismail Merathi
Nazm
zarurat-e-ittihad
faqr-o-faaqa se paa.emaal hai ab
qarz me.n is kaa baal baal hai ab
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ek bachcha aur jugnu ki baaten
ki tum dekh kar mujh ko jaa.o ThiThak
na alha.D-pane se karo paa.emaal
Ismail Merathi
Nazm
hijr o visal
ham ne kiyaa hai gardish-e-dauraa.n ko paa.emaal
ham ne sahe hai.n zaKHm zamaane kii chaal ke
Shorish kashmiri
Nazm
tulsidas
chand din gar aur chaltaa vo zamaana apnii chaal
ham ko kar detii za.iif-ul-e'tiqaadii paa.emaal
Jagat Mohan Lal Ravan
Nazm
ham-zad
aur apne shariir poro.n se
mere collar kii saKHtiyaa.n paa.emaal kar dii.n
Khursheed Rizvi
Nazm
fasana-e-ibrat
rahoge yuu.nhii paa.emaal-e-jafaa tum
rahegaa yahii roz ronaa-rulaanaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
apne bachche ke nam
umr bhar paa.emaal o KHaak-basar
meraa hissa rahaa Gam-e-fardaa
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
bewa aur barsat
josh hai paa.emaal-e-Gam past hai.n jii ke hausle
rasm-o-rivaaj kaa asar miT rahaa hai valvale
Saqib Kanpuri
Nazm
gharibon ka KHuda koi nahin
jo nigaah-e-ahl-e-sarvat me.n haqiir-o-paa.emaal
zindagaanii vaqf thii jis kii baraa.e ahl-e-zar