SEARCH RESULTS
Showing search results for "paa.emaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paa.emaal"
Ghazal
zamaana ham se bhalaa dushmanii to kyaa rakhtaa
so kar gayaa hai hame.n paa.emaal vaise hii
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
chalo ki aaj sabhii paa.emaal ruuho.n se
kahe.n ki apne har ik zaKHm ko zabaa.n kar le.n
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paa.emaal"
Ghazal
gardish-muhiit-e-zulm rahaa jis qadar falak
mai.n paa.emaal-e-Gamza-e-chashm-e-kabuud thaa
Mirza Ghalib
Hindi Ghazal
bahut sambhaal ke rakkhii to paa.emaal hu.ii
sa.Dak pe phe.nk dii to zindagii nihaal hu.ii
Dushyant Kumar
Ghazal
kisii kaa dil na kiyaa ham ne paa.emaal kabhii
chale jo raah to chyuu.nTii ko bhii bachaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
mai.n us kaa phuul huu.n 'nayyar' so us pe chho.D diyaa
vo gesu.o.n me.n sajaa.e ki paa.emaal kare
Shahzad Nayyar
Ghazal
falak ne aah tirii rah me.n ham ko paidaa kar
ba-ra.ng-e-sabza-e-nuurasta paa.emaal kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum roz-o-shab jo dast-ba-dast-e-aduu phire
mai.n paa.emaal-e-gardish-e-ayyaam ho gayaa