SEARCH RESULTS
Showing search results for "paimaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "paimaa.ii"
Nazm
muhasara
sarisht-e-ishq ne uftaadgii nahii.n paa.ii
tuu qadd-e-sarv na biinii o saaya-paimaa.ii
Ahmad Faraz
Nazm
nala-e-firaq
aa.nkh ko maanuus hai tere dar-o-diivaar se
ajnabiyyat hai magar paidaa mirii raftaar se
Allama Iqbal
Nazm
be-KHabar
ra.ng KHushbuu falak-paimaa.ii ke na.e andaaz
kirm-KHurda mez ke aqab me.n buu.Dhaa shaa.ir
Aamina Mufti
Nazm
karachi ka traffic
ek hafta bhii traffic kaa manaa.egii police
jaada-paimaa.ii ke aadaab sikhaa.egii police
Syed Mohammad Jafri
Nazm
jashn-e-masarrat
shaadaab hu.ii khetii faslo.n pe bahaar aa.ii
bahtii hu.ii nadiyo.n ne kii baadiya-paimaa.ii
Masooda Hayat
Nazm
hum apne aap se kitne ziyaada hain
hamaare zehn kii is arsh-paimaa.ii ke kyaa kahne
ham apne zehn ke baare me.n jab bhii sochte hai.n
Tahseen Firaqi
Nazm
basant ki aamad
jaada-paimaa.ii manaazil kaa ravaa.n hone lage
munjamid dariyaa.o.n ke paanii ravaa.n hone lage
Mela Ram Wafa
Nazm
gham-e-hayat
ye raaz-haa-e-tag-o-dau ko faash kartaa hai
ye raah-rau ko sikhaataa hai jaada-paimaa.ii
Daud Ghazi
Nazm
sar-e-rah-guzar
dekh ai josh-e-junuu.n baadiya-paimaa.ii ko
naqsh-e-paa bhii mujhe diivaana nazar aataa hai
Razia Rana
Nazm
shikwa
KHuugar-e-paikar-e-mahsuus thii insaa.n kii nazar
maantaa phir ko.ii an-dekhe KHudaa ko kyuu.nkar
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aa.ii aavaaz Gam-a.ngez hai afsaana tiraa
ashk-e-betaab se labrez hai paimaana tiraa
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
mai.n ne maanaa ki vo begaana-e-paimaan-e-vafaa
kho chukaa hai jo kisii aur kii ra.anaa.ii me.n
Ahmad Faraz
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe