SEARCH RESULTS
Showing search results for "paimaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "paimaa.ii"
Ghazal
daaG-e-dil naqsh hai ik laala-e-sahraa.ii kaa
ye asaasa hai mirii baadiya-paimaa.ii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jis ko ik umr Gazal se kiyaa mansuub 'nasiir'
us ko parkhaa to khulaa qaafiya-paimaa.ii hai
Naseer Turabi
Ghazal
Shibli Nomani
Ghazal
ham se pahle bhii suKHanvar hu.e kaise kaise
ham ne bhii tho.Dii bahut qaafiya-paimaa.ii kii
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shaa.erii to vaardaat-e-qalb kii ruudaad hai
qaafiya-paimaa.ii ko mai.n shaa.erii kaise kahuu.n
Nazim Barelvi
Ghazal
mil bhii saktaa hai hame.n manzil-e-hastii kaa suraaG
vaqt ne paa.nv me.n zanjiir na pahnaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
ye kaar-e-suKHan kaar-e-abas to nahii.n 'aamii'
ye qaafiya-paimaa.ii nahii.n husn-e-bayaa.n hai
Imran Aami
Ghazal
dasht-e-Gurbat hai alaalat bhii hai tanhaa.ii bhii
aur un sab pe fuzuu.n baadiya-paimaa.ii bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
yaa kiyaa jaa.e mujhe KHush-nazarii se aazaad
yaa isii dasht me.n paidaa ko.ii suurat kii jaa.e
Irfan Siddiqi
Ghazal
vasl me.n achchhii tarah jab baada-paimaa.ii hu.ii
u.D ga.ii kaafuur ban ban kar hayaa aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
khulnaa thaa apne aib o hunar kaa bharam kahaa.n
ye bhii hu.aa to qaafiya-paimaa.ii se hu.aa
Zafar Iqbal
Ghazal
dasht-paimaa.ii kaa gar qasd mukarrar hogaa
har sar-e-KHaar pa.e-aabla nashtar hogaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
dil abhii maa.il-e-sad-baadiya-e-paimaa.ii hai
kyuu.n abas ahl-e-chaman anjuman aaraa.ii hai