SEARCH RESULTS
Showing search results for "palte"
Nazm MATCHES FOR "palte"
Nazm
ek taswir-e-rang
zaKHm-KHurda hai.n taKHayyul kii u.Daane.n terii
tere giito.n me.n tirii ruuh ke Gam palte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
teri yaad
KHuun-e-insaan pe palte hu.e insaano.n me.n
jaane pahchaane hu.e logo.n me.n an-jaano.n me.n
Waseem Barelvi
Nazm
KHana-ba-dosh
palTe hai.n jis ne dahr ke daftar vo qaum hai
paidaa kiye hai.n jis ne payambar vo qaum hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
diwali
diip-maalaa kii ye bechain bilaktii hu.ii raat
us ke daaman me.n mire ashk-e-ravaa.n palte hai.n
Qateel Shifai
Nazm
tumhaara shahr
tamaam ek sii shakle.n hai.n hindiso.n kii tarah
kisaan hai.n jo abhii ketiyo.n se palTe hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
khilauna
mere ho.nTo.n ke mahakte hu.e naGmo.n pe na jaa
mere siine me.n ka.ii tarah ke Gam palte hai.n
Naresh Kumar Shad
Nazm
kashmir
aaj mahkuum nigaaho.n ko jalaal aayaa hai
raakh kii god me.n palte hai.n sharaare dekho