SEARCH RESULTS
Showing search results for "pas-e-chilman"
Nazm MATCHES FOR "pas-e-chilman"
Nazm
yaaden
haa.e vo nuqra.ii aavaaz vo tiikhe KHad-o-KHaal
pas-e-chilman vo nazaaro.n kaa jahaa.n yaad aayaa
Kamil Chandpuri
Nazm
darwaza khula rakhna
maayuus na phir jaa.e, haa.n paas-e-vafaa rakhnaa
darvaaza khulaa rakhnaa
Ibn e Insha
Nazm
mujhe tum se mohabbat hai
tumhaarii shah-e-rag se bhii
mai.n ziyaada paas rahtaa huu.n
Ibn-e-Mufti
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub pas-e-parda-e-tash.hiir-e-vafaa
tuu ne satvat ke nishaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
bhaarat ke musalman
mumkin hai ki saahil ho pas-e-parda-e-tuufaa.n
bhaarat ke musalmaa.n
Jagan Nath Azad
Nazm
bazar
kitnii laashe.n hai.n pas-e-madfan-e-naamuus yahaa.n
apne ajdaad kii taariiKH uThaa kar dekho
Shahid Akhtar
Nazm
KHalish
ye tire marmarii.n baazuu pe ghanerii zulfe.n
aaj saakit hai.n pas-e-parda-e-tasviir magar
Riyaz Anwar
Nazm
sal ki aaKHiri shab
ik hayuulaa saa pas-e-shahr-e-Gubaar
aur mujhe jak.De hu.e KHud mirii baaho.n ke hisaar
Saleem Kausar
Nazm
be-bak andhere
terii tasviir ubhartii hai pas-e-parda-e-KHvaab
ek TuuTe hu.e be-laus sitaare kii tarah