SEARCH RESULTS
Showing search results for "pasanda"
Nazm MATCHES FOR "pasanda"
Nazm
shikwa
muztarib dil sifat-e-qibla-numaa bhii na sahii
aur paabandi-e-aa.iin-e-vafaa bhii na sahii
Allama Iqbal
Nazm
la-ilaha-illallah
ye naGma fasl-e-gul-o-laala kaa nahii.n paaband
bahaar ho ki KHizaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
pasand is ko takraar kii KHuu nahii.n
ki tuu mai.n nahii.n aur mai.n tuu nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
mata-e-ghair
teraa altaaf-o-karam ek haqiiqat hai magar
ye haqiiqat bhii haqiiqat me.n fasaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
safar ke waqt
ho tum balaa ke baGaavat-pasand talKH-kalaam
KHud apne haq me.n ik aazaar ho ga.e ho tum
Jaun Eliya
Nazm
taswir-e-dard
rulaataa hai tiraa nazzaara ai hindostaa.n mujh ko
ki ibrat-KHez hai teraa fasaana sab fasaano.n me.n
Allama Iqbal
Nazm
marhum aur mahrum
bahut taviil kahaanii hai merii hastii kii
tumhaarii maut to ik muKHtasar fasaana hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
walid sahab ke nam
puraanaa suiT pahantaa hai kam vo khaataa hai
magar khilaune mire sab KHariid laataa hai
Tahir Shaheer
Nazm
intizar
udaas aa.nkhe.n tirii diid ko tarastii hai.n
bahaar-e-husn pe paabandii-e-jafaa kab tak