SEARCH RESULTS
Showing search results for "peshaanii"
Nazm MATCHES FOR "peshaanii"
Nazm
raqib se!
tuu ne dekhii hai vo peshaanii vo ruKHsaar vo ho.nT
zindagii jin ke tasavvur me.n luTaa dii ham ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere hamdam mere dost!
terii peshaanii se Dhal jaa.e.n ye tazliil ke daaG
terii biimaar javaanii ko shifaa ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaj ki raat
allaah allaah vo peshaani-e-siimii.n kaa jamaal
rah ga.ii jam ke sitaaro.n kii nazar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jawahar-lal nehru
jo tumhe.n jaada-e-manzil kaa pata detaa hai
apnii peshaanii par vo naqsh-e-qadam le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
himala
ai himaala ai fasiil-e-kishvar-e-hindustaan
chuumtaa hai terii peshaanii ko jhuk kar aasmaa.n
Allama Iqbal
Nazm
raat aur rail
zo.am me.n peshaani-e-sahraa pe Thokar maartii
phir subuk-raftaariyo.n ke naaz dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
maine akasr KHwab mein dekha
ik pathriilii qabr banii hai
qabr kii ujlii peshaanii par
Mohsin Naqvi
Nazm
nahin mera aanchal maila hai
kisii havaa ne in ko ab tak chhuune kii jur.at nahii.n kii hai
terii ujlii peshaanii par
Parveen Shakir
Nazm
hasina-e-KHayal se
mujhe de de
rasiile ho.nT ma.asuumaana peshaanii hasii.n aa.nkhe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHatun-e-mashriq
terii peshaanii pe jhalkegaa misaal-e-barq-e-tuur
tifl kaa naaz-e-sharaafat aur shauhar kaa Guruur
Josh Malihabadi
Nazm
kya gul-badani hai
kaakul me.n daraKHshaa.n hai ye peshaanii-e-raqsaa.n
yaa saaya-e-zulmaat me.n hai chashma-e-haivaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
tumne likkha hai
ishq aur husn ko badnaam kare kyaa ma.anii
ye to vo daaG hai kirdaar kii peshaanii par