SEARCH RESULTS
Showing search results for "peshe"
Nazm MATCHES FOR "peshe"
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
thii.n pesh-e-nazar kal to farishto.n kii adaa.e.n
aa.iina-e-ayyaam me.n aaj apnii adaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
ek mulaqat
nazar uThaa.ii magar aisii be-yaqiinii se
ki jis tarah ko.ii pesh-e-nazar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek din yun KHizan aa gai
sar-niguu.n saf-ba-saf pesh-e-diivaar-o-dar
aur chaaro.n taraf un ke bikhre hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jaan beTa KHilafat pe de do
hashr me.n hashr barpaa karuu.ngii
pesh-e-haq tum ko le ke chaluu.ngii
Shafiq Rampuri
Nazm
raqqasa-e-hayat se
is tarah raqs kar ki saraapaa asar ho tuu
ko.ii nazar uThaa.e to pesh-e-nazar ho tuu
Shakeel Badayuni
Nazm
basant aur holi ki bahaar
saaqii kuchh aaj tujh ko KHabar hai basant kii
har suu bahaar pesh-e-nazar hai basant kii
Ufuq Lakhnavi
Nazm
mirza ghaalib
mas.ala KHidmat-e-urdu kaa bhii thaa pesh-e-nazar
apne ash.aar kii azmat se bhii vaaqif the magar
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
buzdil
ba-pesh-e-KHidmat-e-chashm-e-saraab-aaluuda
havaa ne dast-e-talab baar baar rakkhaa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
mohabbat KHatm hai tum par
pesh-e-doshiizgii doshiizgii ke rang dete ho
aur aaraam talab ghaTaa.o.n se gurezaa.n ho
Asima Tahir
Nazm
baDe shahar ka KHwab
bhaagte rahe tamaam umr, pesh-e-nazar saraab liye
laa-haasilii kaa KHvaab liye
Perwaiz Shaharyar
Nazm
jashn-e-azadi
ittihaad o aashtii har dam rahe.n pesh-e-nazar
jaa-guzii.n dil me.n rahe zauq-e-amal bil-iltizaam
Arsh Malsiyani
Nazm
wazir ka KHwab
sab KHushaamad-pesha, duniyaa-daar aur be-rozgaar
raat din milne ko aate hai.n qataar-andar-qataar
Syed Mohammad Jafri
Nazm
yaad hai
thaa na kuchh pesh-e-nazar is ishq kaa anjaam jab
yaad hai vo naujavaanii kaa zamaana yaad hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
baada-e-nim-ras
apne a.azaa ke tanaasub pe ta.ajjub hogaa
pesh-e-aa.iina guzartii hu.ii sharmaa.egii
Saifuddin Saif
Nazm
hijr-zad
kabhii pesh-e-KHalvat-aa.iina
kabhii sub.h-o-shaam kii KHilqato.n ke juluus me.n