SEARCH RESULTS
Showing search results for "peshkash-e-sahbaa"
Nazm MATCHES FOR "peshkash-e-sahbaa"
Nazm
gandhi ke baad
dil hii afsurda ho jab peshkash-e-sahbaa kyaa
aa.nkh hii jab na rahe da.avat-e-nazzaara kyaa
Izhaar Malihabadi
Nazm
yaad hain
jaan-e-'sahbaa' sach kaho paiham sahaare yaad hai.n
vo nigaah-e-avvalii.n ke kyaa sharaare yaad hai.n
Sahba lakhnavi
Nazm
chali gain
'sahbaa'-asar nigaah hai har jumbish-e-nigaah
nazro.n se jaam-e-mast pilaatii chalii ga.ii.n
Sahba lakhnavi
Nazm
aa ja
sahbaa-e-aatishii.n kaa rangii.n KHumaar ban kar
daur-e-sharaab ban kar jaan-e-sharaab aa jaa
Sahba lakhnavi
Nazm
nazr-e-sauda
'sahbaa' asar nigaah kii allaah re kashmakash
nii.ndo.n me.n kaif-o-kam kii shuruu.aat ho ga.ii
Sahba lakhnavi
Nazm
saqi
KHat-e-paimaana arq-e-mauj-e-sahbaa hotaa jaataa hai
ijaazat ho ki ab aage KHudaa kaa naam hai saaqii
Shameem Farooq Banspari
Nazm
numaish mein
adaa-e-naaz Garq-e-kaif-e-sahbaa
siyah mizhgaa.n sharaab-aaluuda nashtar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jawab-e-shikwa
qais zahmat-kash-e-tanhaa.i-e-sahraa na rahe
shahr kii khaa.e havaa baadiya-paimaa na rahe
Allama Iqbal
Nazm
tarz-e-nau ki shaeri
'haafiz' o 'KHayyaam' se kah do ki mahshar ho gayaa
tundi-e-sahbaa se chaknaachuur saaGar ho gayaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
naya makan
kabhii hamaare liye thii nashist-gaah-e-hasii.n
ye zulf pech se begaana mauj-e-sahbaa thii
Makhmoor Jalandhari
Nazm
watan aazad karne ke liye
jhuum kar uTTho vatan aazaad karne ke liye
mastii-e-sahbaa-e-aazaadii se lahraate chalo
Altaf Mashhadi
Nazm
saqi-e-mai-KHana
ai dilbar-e-farzaana ai saaqi-e-mai-KHaana
terii mai-e-sahbaa kaa mai.n saa.il-e-tishna thaa
Ahmed Fakhir
Nazm
aawara
merii rag rag me.n abhii mastii-e-sahbaa bhar do
mai.n bhii tahziib se bezaar huu.n tum bhii bezaar
Akhtar Payami
Nazm
ehtimam-e-huzuri
saaqii nahii.n sharaab nahii.n mai-kada nahii.n
lekin fazaa me.n mastii-e-sahbaa abhii se hai
Kaif Moradaabadi
Nazm
dozaKH
mauj-e-sahbaa me.n tamannaa ke safiine kho kar
naGma o raqs kii mahfil se jo ghabraa ke uThaa