SEARCH RESULTS
Showing search results for "pichkaar"
Nazm MATCHES FOR "pichkaar"
Nazm
aurat
kuTiyaa me.n tiraa piichhaa Gurbat ne nahii.n chho.Daa
aur mahl-saraa me.n bhii zardaar ne dil to.Daa
Habib Jalib
Nazm
holi
chalaa.e jaa.o nashiilii nazar se pichkaarii
luTaa.e jaa.o baraabar bahaar holii me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
inqalab
chho.D de mutrib bas ab lillaah piichhaa chho.D de
kaam kaa ye vaqt hai kuchh kaam karne de mujhe
Asrarul Haq Majaz
Nazm
holi
baiThe hai.n sab aapas me.n nahii.n ek bhii ka.Dvaa
pichkaarii uThaa kar ko.ii jhamkaave hai kha.Dvaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
wasiyyat
magar ye vaqt kii jaasuus nazre.n
jo piichhaa kartii hai.n sab kaa zamiiro.n ke a.ndhere tak
Kaifi Azmi
Nazm
marne wale se jalan
vahii fiqre
abhii tak meraa piichhaa kar rahe hai.n har janaaze me.n
Shariq Kaifi
Nazm
guDDe miyan ki shadi
maraasan ko mu.nh maa.ngaa haq jab milaa
ba-mushkil maraasan se piichhaa chhuTaa
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
ab KHub hansega diwana
pichkii hu.ii to.nde.n phuule.ngii
sab aqle.n chauk.Dii bhuule.ngii
Hafeez Jalandhari
Nazm
holi
jo kuchh kahaanii hai ablaa bahut piyaa maarii
chalii hai apne piyaa paas le ke pichkaarii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
pichkaarii hamaare tuu lagaa yaa na lagaa yaar
ham ko to faqat hai yahii armaan idhar dekh
Nazeer Akbarabadi
Nazm
badalte pahlu
har aaGaaz pahu.nchtaa hai anjaam ko
milan kaa piichhaa kartii hai judaa.ii
Elizabeth Kurian Mona
Nazm
abba ka chaaliswan
beTaa bichaara dab gayaa qarze ke baar se
barso.n tak ab chhu.Daa.egaa piichhaa udhaar ke
Nashtar Amrohvi
Nazm
hind ke jaan-baz sipahi
jis ne dekhaa kabhii mu.nh dekhaa na piichhaa un kaa
maut bhii maantii hai razm me.n lohaa un kaa
Barq Dehlvi
Nazm
holi
lagaa do haath se apne jo ek pichkaarii
to ham bhii dekhe.n badan par si.ngaar holii kaa