SEARCH RESULTS
Showing search results for "piital"
Nazm MATCHES FOR "piital"
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
vo jhuulo.n se girnaa vo girte sambhalnaa
vo piital ke chhaa.nv ke pyaare se tohfe
Sudarshan Faakir
Nazm
nanhi pujaran
haath me.n piital kii thaalii hai
kaan me.n chaa.ndii kii baalii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
panwaDi
naam kii ik haTTii ke andar bosiida almaarii
aage piital ke taKHte par us kii duniyaa saarii
Majeed Amjad
Nazm
panghaT ki rani
sar par ik piital kii gaagar zohra ko sharmaa.e
shauq-e-paa-bosii me.n jis se paanii chhalkaa jaa.e
Saghar Nizami
Nazm
ai ri chiDiya
baiThe baiThe tuu ne kitnii laaj se dekhaa
piital ke us ik til ko jo terii naak me.n hai
Majeed Amjad
Nazm
ek shabih
us ke chehre kii saaKHt saa.at-e-diid
zard ho.nTo.n kii patriyaa.n piital
Majeed Amjad
Nazm
kabaad-KHana
kuchh german aur kaa.nse piital ke bartan bhii rakkhe hai.n
ek tijorii bhii rakkhii hai
Mohsin Aftab Kelapuri
Nazm
khilaune
piital ke kuchh saaras bagule jaaduu kaa sanduuq
khel khilauno.n se hai.n saje sab kamre aur daalaan
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
ma-baad jadid
piital kii ik sham.a-daanii aish-tray
phir beijing shaam aur singapore kii
Zubair Rizvi
Nazm
udas kohsar ke nauhe
piriitam piital ho, sonaa ho
tundi-e-shauq me.n saare gahne achchhe lagte hai.n
Akhtar Husain Jafri
Nazm
hawa meri raaz-dan nahin hai
hamaare jismo.n se jo.Dtii hai
hamaare taa.nbe hamaare piital hamaare sab saagvaan chehre
Ehsan Akbar
Nazm
badan ke nuqrai fanus se bahti
piital ke ashtray me.n pa.De
ho.nTo.n kii hiddat se uble
Hasan Alvi
Nazm
pital ka sanp
aur piital kaa ye zahriilaa saa.np
jis kii naazuk sii zabaa.n par ye KHunuk sham.a kii lau