SEARCH RESULTS
Showing search results for "pindaa"
Nazm MATCHES FOR "pindaa"
Nazm
kya gul-badani hai
jaulaa.n hai javaanii ke dhundalke me.n la.Dakpan
koraa hai jo pinDaa to junuu.n-KHez hai ubTab
Josh Malihabadi
Nazm
muhasara
tum ahl-e-harf ki pindaar ke sanaa-gar the
vo aasmaan-e-hunar ke nujuum saamne hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
safar ke waqt
bahut ziyaada na piinaa ki kuchh na yaad aa.e
jo lucknow me.n hu.aa thaa vo ab dobaara na ho
Jaun Eliya
Nazm
lenin
ai anfus o aafaaq me.n paidaa tirii aayaat
haq ye hai ki hai zinda o paa.inda tirii zaat
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
girya-e-sarshaar se buniyaad-e-jaa.n paa.inda hai
dard ke irfaa.n se aql-e-sa.ng-dil sharminda hai
Allama Iqbal
Nazm
nanak
barhaman sarshaar hai ab tak mai-e-pindaar me.n
sham-e-gautam jal rahii hai mahfil-e-aGyaar me.n
Allama Iqbal
Nazm
main aur tu
apne pindaar ke nashshe me.n sadaa istaada
KHvaahish-e-hamdam-e-deriina pe ha.ns detii thii
Ahmad Faraz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
pindaar ke taajiro bataa.o
darbaan kaa dar qalam kii qiimat
Ahmad Faraz
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
ishq hii zinda o paa.inda haqiiqat hai 'jigar'
ishq ko aam banaa zauq-e-yaqii.n paidaa kar