SEARCH RESULTS
Showing search results for "pun"
Nazm MATCHES FOR "pun"
Nazm
hubb-e-watan
mez kursii agar lagaate hai.n aap
qaum se puuchhiye to pun hai na paap
Altaf Hussain Hali
Nazm
uphaar-e-raksha-bandhan
pun kyaa hai jo bhii kisii ne us ko to vo milegaa
baaG me.n us ke jiivan ke vo ban kar phuul khulegaa
Mohammad Hazim Hassan
Nazm
ye chunnu KHan ka qissa hai
bajaate har gha.Dii baajaa
kabhii puu.n puu.n kabhii pam pam
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
devi aur devta
vo ha.nstaa aur kahtaa un se
paap aur pun ke chakkar me.n mat Daalo mujh ko
Sulaiman Jazib
Nazm
kabhi kabhi
hayaat o maut ke pur-haul KHaarzaaro.n se
na ko.ii jaada-e-manzil na raushnii kaa suraaG
Sahir Ludhianvi
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
kahii.n to jaa ke rukegaa safiina-e-Gam dil
javaa.n lahuu kii pur-asraar shaah-raaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
dasht-e-pur-KHaar ko firdaus-e-javaa.n jaanaa thaa
reg ko silsila-e-aab-e-ravaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wo
gesu-e-pur-KHam savaad-e-dosh tak pahu.nche hu.e
aur kuchh bikhre hu.e uljhe hu.e simTe hu.e
Jaun Eliya
Nazm
intisab
vo ma.asuum jo bhole-pan me.n
vahaa.n apne nanhe charaaGo.n me.n lau kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
suna hai
kabhii tuufaan aa jaa.e, ko.ii pul TuuT jaa.e to
kisii lak.Dii ke taKHte par