SEARCH RESULTS
Showing search results for "qabza"
Nazm MATCHES FOR "qabza"
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
miTTii ho ki patthar ho hiiraa ho ki motii ho
ghar-baar ke maalik kaa ghar-baar pe qabza hai
Zehra Nigaah
Nazm
gulzar-e-watan
is kunj-e-dil-nashii.n me.n qabza na ho KHizaa.n kaa
jo ho gulo.n kaa taKHta taKHta ho ik jinaa.n kaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
sabza-e-begana
dil o dimaaG pe qabza kiyaa hai is darja
mariiz qaatil o mujrim samajhtaa hai KHud ko!
Akhtarul Iman
Nazm
shart-e-rifaqat
apnii hii zaat me.n taabinda huu.n
apnii har saa.ns pe qabza hai miraa
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
himmat-e-mardan
ham apne mulk par qabza kare.nge jis tarah hogaa
zabaan-e-be-kasii se KHatm hujjat kar ke chho.De.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
shart-e-rifaqat
apnii hii zaat me.n taabinda huu.n
apnii har saa.ns pe qabza hai miraa
Rafia Shabnam Abidi
Nazm
chand sawalat
qabre.n tayyaar karvaane lage
taaki marne ke baad vahaa.n qabza kiyaa jaa sake
Manzar Latif
Nazm
qalam
ik jahaa.n par hai tasallut tiraa qabza teraa
har zamaane me.n chalaa kartaa hai sikka teraa
Master Basit Biswani
Nazm
malan
hasrat bharii nazar se mai.n us ko tak rahaa thaa
saarii fazaa pe qabza husn-o-jamaal kaa thaa
Vafa Barahi
Nazm
gintiyon ki fath
gintiyo.n kaa banaa ke ik lashkar
kar liyaa qabza saarii duniyaa par