SEARCH RESULTS
Showing search results for "qalbii"
Nazm MATCHES FOR "qalbii"
Nazm
jawab-e-shikwa
qalb me.n soz nahii.n ruuh me.n ehsaas nahii.n
kuchh bhii paiGaam-e-mohammad kaa tumhe.n paas nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
bahut KHub-surat ho tum
aur is par ye kaalii ghaTaa.o.n kaa pahraa
gulaabo.n se naazuk mahaktaa badan hai
Tahir Faraz
Nazm
do ishq
us jaan-e-jahaa.n ko bhii yuu.nhii qalb-o-nazar ne
ha.ns ha.ns ke sadaa dii kabhii ro ro ke pukaaraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
tuu kisii aur ke daaman kii kalii hai lekin
merii raate.n tirii KHushbuu se basii rahtii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
hai tah-e-garduu.n agar husn me.n terii naziir
qalb-e-musalmaa.n me.n hai aur nahii.n hai kahii.n
Allama Iqbal
Nazm
umid
vo sub.h kabhii to aa.egii
un kaalii sadiyo.n ke sar se jab raat kaa aa.nchal Dhalkegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
kuchh baaten an-kahi rahne do
ik ojhal be-kalii rahne do
ik rangii.n an-banii duniyaa par