SEARCH RESULTS
Showing search results for "rab"
Nazm MATCHES FOR "rab"
Nazm
ek aarzu
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
mire rab kii mujh par inaayat hu.ii
kahuu.n bhii to kaise ibaadat hu.ii
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
bachche ki dua
zindagii ho mirii parvaane kii suurat yaa-rab
ilm kii sham.a se ho mujh ko mohabbat yaa-rab
Allama Iqbal
Nazm
baiTha hai mere samne wo
yaa rab vo mujhe kabhii na bhuule
merii tujh se yahii du.aa hai
Fahmida Riaz
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
is jag me.n sab kuchh rab kaa hai
jo rab kaa hai vo sab kaa hai
Ibn e Insha
Nazm
chand raat
haath uThaa kar jab aa.ankho.n hii aa.ankho.n me.n
us ne mujh ko apne rab se maa.ngaa thaa
Parveen Shakir
Nazm
ramaen ka ek sin
ruKHsat hu.aa vo baap se le kar KHudaa kaa naam
raah-e-vafaa kii manzil-e-avval hu.ii tamaam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
kaa.nTaa vo de ki jis kii khaTak laa-zavaal ho
yaa-rab vo dard jis kii kasak laa-zavaal ho
Allama Iqbal
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
qad jaa.al-haqqo va zahaqal-baatil
farmuuda-e-rabb-e-akbar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhe apne jine ka haq chahiye
nemate.n jo mere rab ne dhartii ko dii.n
saaf paanii havaa baarishe.n chaa.ndnii
Amjad Islam Amjad
Nazm
nashat-e-umid
raam ke ham-raah cha.Dhii ran me.n tuu
paa.nDav ke bhii saath phirii ban me.n tuu
Altaf Hussain Hali
Nazm
israfil ki maut
ahl-e-dil jo aaj gosha-giir-o-surma-dar-guluu
ab tanaa taa-huu bhii Gaa.eb aur yaa-rab haa bhii gum
Noon Meem Rashid
Nazm
hello best friend
ye to ma.aluum nahii.n kis ke sabab hotii thii
phir bhii rah-rah ke zamaane kii talab hotii thii
Balmohan panday
Nazm
KHushamad
auliyaa ambiyaa aur rab kii KHushaamad kiije
apne maqduur Garaz sab kii KHushaamad kiije