SEARCH RESULTS
Showing search results for "rah-e-aam"
Nazm MATCHES FOR "rah-e-aam"
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kha.Daa hai hausla-e-amn-o-aashatii le kar
na ko.ii KHod badan par na haath me.n shamshiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
dil-ashob
yuu.n kahne ko raahe.n mulk-e-vafaa kii ujaal gayaa
ik dhund milii jis raah me.n paik-e-KHayaal gayaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
kahan hai aa ja
raunaq-e-bazm hai o jaam kahaa.n hai aa jaa
ziinat-e-jalva-gah-e-aam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
watan
ai vatan paak vatan ruuh-e-ravaan-e-ahraar
ai ki zarro.n me.n tire bu-e-chaman ra.ng-e-bahaar
Josh Malihabadi
Nazm
nai tahzib
ye maujuuda tariiqe raahi-e-mulk-e-adam ho.nge
na.ii tahziib hogii aur na.e saamaa.n baham ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
rahm aa gayaa huzuur ko haalat pe qaum kii
phir kyaa thaa maujzan hu.aa dariyaa-e-faiz-e-aam
Akbar Allahabadi
Nazm
yaum-e-barq
tire ash.aar ne ra.ng-e-qubuul-e-aam paayaa hai
jahaa.n me.n tuu ne apnii sheriyat se naam paayaa hai
Birj Lal Raana
Nazm
tarana-e-qaumi
iKHtilaaf-e-diin-o-millat ke ye jhag.De ho.n tamaam
jo musiibat ban ga.e hai.n aaj bahr-e-KHaas-o-aam
Safeer Kakorvi
Nazm
urdu
zau-fishaa.n tuu rahe ai sham.a-e-zabaan-e-urdu
teraa har zarra chamak kar mah-e-kaamil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
aaftab
ai aaftaab ruuh-o-ravaan-e-jahaa.n hai tuu
shiiraaza-band daftar-e-kaun-o-makaa.n hai tuu