SEARCH RESULTS
Showing search results for "rahne"
Nazm MATCHES FOR "rahne"
Nazm
mat qatl karo aawazon ko
is shahr me.n naGme bahne do
bastii me.n hame.n bhii rahne do
Ahmad Faraz
Nazm
farar
mere maazii ko andhere me.n dabaa rahne do
meraa maazii mirii zillat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
yaaquut pighalte rahte hai.n
ab apnii gum-sum aa.nkho.n me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
raqs
kulfato.n kaa sa.ng-reza ek bhii rahne na paa.e!
ai mirii ham-raqs mujh ko thaam le
Noon Meem Rashid
Nazm
nauha
rahne ko sadaa dahr me.n aataa nahii.n ko.ii
tum jaise ga.e aise bhii jaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
kuchh baaten an-kahi rahne do
kuchh baate.n an-kahii rahne do
kuchh baate.n an-sunii rahne do
Muneer Niyazi
Nazm
kahan jaoge
is gha.Dii ko.ii kasii kaa bhii nahii.n rahne do
ko.ii is vaqt mile gaa hii nahii.n rahne do
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere ahd ke hasino
vo buland-baam taare vo falak-maqaam taare
vo nishaan de ke apnaa rahe be-nishaa.n hamesha
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek taswir-e-rang
is se kyaa faa.eda ra.ngiin libaado.n ke tale
ruuh jaltii rahe ghultii rahe pazhmurda rahe
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
jo ki rahte hai.n tujh se duur sadaa
in ko kyaa hogaa zindagii kaa mazaa