SEARCH RESULTS
Showing search results for "rakhuu.n"
Nazm MATCHES FOR "rakhuu.n"
Nazm
iltija-e-musafir
phir aa rakhuu.n qadam-e-maadar-o-pidar pe jabii.n
kiyaa jinho.n ne mohabbat kaa raaz-daa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
chal aa ek aisi nazm kahun
tire haath banaa.uu.n pencil se
phir haath pe tere haath rakhuu.n
Amir Ameer
Nazm
main rakh deti hun tumhaara nam photographer
aur email karte raho mujhe
taaki mai.n utaartii rahuu.n
Tanveer Anjum
Nazm
jadid-tar
tah-e-daaman jo charaaGo.n ko chhupaa.e rakhuu.n
sochtaa huu.n ki phir anjaam-e-safar kyaa hogaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
aarzu
buraa.ii se sadaa la.Dtaa rahuu.n mai.n
bhalaa har kaam hii kartaa rahuu.n mai.n
Mohammad Sharfuddin Sahil
Nazm
main sita hun
zinda rakhuu.n KHud ko
paraa.e des me.n apne patii kaa raasta dekhuu.n
Shakeel Azmi
Nazm
mera ji chahta hai
mai.n apne dil kii bikhrii KHvaahishe.n aa.ngan se chun kar
tumhaare dil kii almaarii me.n rakkhuu.n
Hamida Shaheen
Nazm
faisla
ab ke diivaar me.n darvaaza rakhuu.n yaa na rakhuu.n
ajnabii phir na ko.ii darpai-e-aazaar aa jaa.e
Khursheed Rizvi
Nazm
december
taaq-e-dil pe tirii yaado.n ko sajaa rakhaa hai
is tabarruk kii zaruurat mujhe jab pa.Dtii hai