SEARCH RESULTS
Showing search results for "rasaa.ii"
Nazm MATCHES FOR "rasaa.ii"
Nazm
zindagi se Darte ho
pahle bhii to guzre hai.n
daur naa-rasaa.ii ke ''be-riyaa'' KHudaa.ii ke
Noon Meem Rashid
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
naa-rasaa.ii agar apnii taqdiir thii
terii ulfat to apnii hii tadbiir thii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek laDka
naa-rasaa.ii kaa ab jii me.n dha.Dkaa kahaa.n
par vo chhoTaa saa alha.D saa la.Dkaa kahaa.n
Ibn-e-Insha
Nazm
mirza ghaalib
fikr-e-insaa.n par tirii hastii se ye raushan hu.aa
hai par-e-murG-e-taKHayyul kii rasaa.ii taa-kujaa
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
ik aisii fazaa jis tak Gam kii na rasaa.ii ho
duniyaa kii havaa jis me.n sadiyo.n se na aa.ii ho
Akhtar Shirani
Nazm
bint-e-hawwa
aasmaa.n kyaa hai KHalaa tak hai rasaa.ii merii
'azm de saktaa hai KHud ba.Dh ke gavaahii merii
Hina Rizvi
Nazm
suno
ko.ii naa-rasaa.ii kaa aaseb us rahguzar me.n nahii.n
ye kaisaa safar hai ki ruudaad jis kii
Ada Jafarey
Nazm
izhaar aur rasai
aur rasaa.ii ki hamesha se hai kotaah-kamand
baat kii Gaayat-e-Gaayaat na ho!
Noon Meem Rashid
Nazm
mrs-sala-manka
mrs.-saalaa-maa.nkaa kii aa.nkhe.n
ki jin ke ufuq hai.n junuubii samundar kii niilii rasaa.ii se aage
Noon Meem Rashid
Nazm
wo abhi apne chehre mein utra nahin
naa-rasaa.ii mirii naa-rasaa.ii mirii!
jis ko paayaa na thaa us ko khone kaa Gam
Amjad Islam Amjad
Nazm
ham-zad
aur naadiida KHudaa.o.n kaa hujuum
KHanda-zan aa.nkho.n se us kii naa-rasaa.ii kaa tamaashaa dekh
Ahmed Shamim
Nazm
main nafi mein
faqat naa-rasaa.ii hai)
mai.n ne mohabbat bhii kab muntaKHab kii hai